Google Raking
Me Kaise Aage Rahe
Google Raking
Me Age Kaise Rahe Aage
Nigi Blog Ho Ya
Koi Vyavsayik Website, Ham Sabhi Chahate Hain Ki Google Search Me Vh Sabse Uper
Dikhe.Lekin, Pahale Jan Le Ki Kis Tarah Google Kisi Website, Blog Ya
Keywords Ki Ranking Tay Karata Hain?
Amtaur Par Jb
Bhi Ap Google Par Ku6 bhi Dhudhate Jate Hain, Tab Apko Apke Keywords Se
Sambandhit Alag-Alag Websites V Any Link Dekhane Ko Milate Hain. Google Search
Me Yah List Website Ki Ranking Par Adharit Hoti Hain. Google Raking Me Uper
Ane Ke Liye Ku6 Steps Ko Follow Karna Jaruri Hain. In Steps Ko Follow
Karake Ap Bhi Apni Google Ranking Me Ijafa Kar Sakate Hain. Google Ke Alawa
Yahoo Aur Bing Adi Bhi Masahur Search Engines Hain, Lekin In Sab Me
Sabase Lokpriy Google Hi Hain.Sabhi Search Engines Ke Apne Kuchh Rule Hote
Hain. In Rules Ko Algorithm Kaha Jata Hain. Algorithm Ke Adhar Par Hi Google Ya
Kisi Any Search Engine Ki Search Me Kisi Website Ya Blog Ka Suchi Me Sthan Tay
Kiya Jata Hain. Iske Alawa Ek Avasyk Term, Jiske Bare Me Janna Jaruri
Hain, Vh Hain SERP ( Search Engines Result Page). Google Ke Search Bar Me
Kuchh Bhi Type Karne Par Khulne Vale Page Ko SERP Kahate Hain.
Kis Tarah
Milati Hain Achhi Ranking
Google Ne Hal
Hi Me Apni Algorithm Ki Prakiya Me Kuchh Badlav Kiye Hain. Algorithm Ke Tahad
Google Unhi Websites Ya Links Ko Uper Dikhata Hain, Jinhe Sabse Jayda Ya Adhik
Bar Dekha Ya us Page Kho Khola Gaya Ho. SERP Par Do Tarah Ki Listing Hoti Hain.
Ek Organic Aur Dusari Inorganic. Inorganic Listing Apko Sabase Uper Dikhai Dega
Aur Yah List Daye Se Baye Ki Or Hoti Hain.
Iske Liye Apko
Google Ko Kuchh Paise Bhi Chukane Padate Hain. Vahi, Iske Niche Organic List
Dikhegi , Jiske Liye Apko Google Ko Koi Paise Nhi Dene Padate Aur Yh List Apko
Uper Se Niche Ki Or Dikhegi. Yah Website Ki Ranking Par Adharit Hoti Hain.
Bounce Rate Ko
Samajhiye
Bounce Rate Ko
Samjhane Ke Liye Apka Yh Janna Jaruri Hain Ki Bounce Rate Ka Mahatv Website Ya
Blog Ke Adhar Par Alag- Alag Bhi Hota Hain. Yadi Koi Singel Page Ya Blog Hain
Aur Koi Users Us Blog Par Kuchh Samay Rahane Ke Bad Chala Jata Hain, To
Uski Ranking Par Koi Fark Nhi Padega. Magar, Dusari Or Pagege Bhi Hain,
Aise Me Yadi Koi User Sirf Homepage Ke Alawa Any Kisi Bhi Page Par Nhi Jata Aur
Website Se Bahar Aa Jata Hain, To Aise Me Mana Jata Hain Ki Website Dvara
Di Gai Jankari Ya Content Se User Khus Nhi Hain. Ve Website Ke Ek Page Par Jane
Ke Thode Samay Bad Hi, Us Website Se Chale Jate Hain. Is Sthiti Me Us Website
Ka Bounce Rate Bad Jata Hain Aur Google Ranking Kam Ho Jati Hain.
Click Bhi
Karate Hain Tay
Google Me
Ranking Me Sudhar Ke Liye Click Bhi Mahatvpurn Hain. Jis Tarah Jyada Search
Kiye Gaye Content Ki Google Search Me Behatar Ranking Hoti Hain. Usi
Tarah Yadi Kisi Content Par Jayda Click Hui Hain, To Bhi Unki Ranking
Badati Hain. Vahi, Dusari Or Yadi Kisi Website Par Click Kafi Samay Ke Bad Huye
Hain, To Usaki Ranking Bhi Niche Jati Hain Aur Vah Google Search Ke
Pagege Me Aur Bhi Pichhe Ja Sakati Hain.
Traffic Source
Users Website
Par Kis Source Se Pahuch Raha Hain, Yah Bhi Usaki Ranking Ke Liye Mayane Rakhta
Hain. Users Yadi Kisi Website Par Alag-Alag Madhyamo Ke Jariye Jaise Social
Media, Google Search Ya Sidhe Pahuch Raha Hain, To Uski Ranking Me Ijafa Hoga.
Vahi, Yadi Kisi Website Par Traffic Kewal Ek Hi Madhyam Se Ata Hain , To Us
Website Ki Ranking Me Jyada Fark Nhi Padega.
Average Samay
Hain Mahatvpurn
Bounce Rate Ke
Badane Ya Kam Hone Ka Sidha Asar User Ke Kisi Website Par Rahane Ke Samay Par
Padata Hain. Sath Hi Yah Bhi Google Raking Ke Kam Ya Jyada Hone Ke Liye
Jimmedar Hota Hain. User Agar Kisi Website Par Jyada Samay Bitana Hain,
To Us Website Ki Ranking Badh Jati Hain
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें
Thanks You Guys
Please Share This Link