सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

तनाव (Tension) और अवसाद क्या है, तनाव और अवसाद को कैसे दूर करे - Forest Bathing Kya Hota Hain?

तनाव और अवसाद क्या है, तनाव और अवसाद को कैसे दूर करे.........


Pedho Ke Bich Jaye. Hariyali Ko Dekhe. Patto Ko Chhuye. Jor-Jor Se Breath Le. Vakt Bitaye. Pattiya Se Chhanati Roshani Ko Mahsus Kare. Yah 'Forest Breathing' Hain! Aap Khud Ko Taro Tara Feel Karenge.

Apane Kabhi 'Forest Bathing' Ke Bare Me Suna Hain? Forest Breathing Ka Matlab Jungle Me Bathing Karane Se Bilkul Nahi Hain. Forest Bathing Terms Japani Words 'Shinrin-Yoku' Se Aaya Hain, Jisaka Tatpary Hain 'Jungle Ke Vatavaran Me Pravesh Karana'. Forest Bathing Me Mukhy Rup Se Jungle Me Pedh-Paidhe Aur Vaha Ke Nature Vatavaran Ke Bich Adhik Se Adhik Samay Gujarana Hota Hain. Aisa Karane Se Health Par Kai Tarah Se Positive Asar Hota Hain. Isake Liye Koi Samay Nahi Hain. Jab Man Kare, Aap Pedho Ki Taraf Rukh Kar Sakate Hain.  Jungle Me Pedho Ke Bich Ya Tin Ghante Rahana Apko Mansik (Mental)  Peace Aur Sukun Deta Hain. Forest Bathing Mansik Tension Aur Problems Ko Dur Karane Ka Asan Upay Hain. Kahate Hain Is Term Ko Japan Ne 1980 Ke Shuruaat Me Apnaya Tha. Jaruri Nahi Ki Aap Isake Liye Jungle Jaye. Ghar Ke Aaspas Park Me Ya Jaha Bhi Uche-Uche Pedh Ho, Hariyali Ho, Vaha Ek-Do Ghante Bitaye. Khud Me Apko Fark Jarur Dikhega. Ek Forest Bathing Expert Ke Anusar, 30 Years Ke Andar Yoga Ki Tarah Ise Bhi Log Apnana Shuru Kar Denge.

Tension Ho Jaye Chhumantar


Forest Bathing Par Japan Me Kai Shodh Hue Hain. Japan Sthit Chiba University Ke Shodhkartao Ne 300 Yuvao Par Ek Adhyan Kiya. Unhe Pahale City Me Tahalne Ko Kaha Gaya Aur Phir Ek Din Jungle Me Hariyali Ke Bich. Natije Chaukone Vale The. City Me Apne Ghar Ke Aspas Aur Roads Par Tahalane Ki Tulna Me Forest Bathing Ka Unaki Health Par Positive Asar Dekhane Ko Mila. Uname Stretch Hormones Cortisole, Pulse Rate, Blood Pressure Aur Tension Me Kami Dekhi Gayi. Vahi Kiyoto University Dwara Kiye Gaye Study Me Yah Baat Samane Aayi Hain Ki City Sector Me Ghumane Ya Tahalane Ki Bajay Pedho Ke Bich Samay Bitane Se Tension Me Bhari Kami Dekhi Gayi Hain.

Disease Rahe Dur


Jo Log Forest Bathing Ke Liye Jate Hain, Ve Kai Tarah Ki Janleva Disease Jaise Cancer Aadi Se Bache Rahate Hain. Jitna Aap Pedho Ke Ird-Gird And Natural Environment Ke Bich Time Spend Karenge Apka Utna Immune System Utna Hi Boost Hoga. Isame Koi Shak Nahi Ki Natur Ke Bich Rahane Se Body Ke Sath-Sath Brain Ko Bhi Labh Pahuchata Hain. America Me Hue Ek Shodh Ke Anusar, Natur Walk Apke Brain Ko Saf Karata Hain. Ek European Study Ke Anusar, Pedh-Paidho Se Bhari Jagaho Par Rahane Se Purusho Me Hone Vali Mutyu Dar 16 Fisadi Tak Kam Ho Sakati Hain. Isake Alava Nature Ke Bich Time Bitane Se Tension Se Chhutkara Milta Hain, Focus Aur Creativity Boost Hoti Hain Aur Aap Pahale Se Adhik Khus Aur Jivan Mahsus Karate Hain.

Kaise Kare


Jaha Par Dher Sare Hare-Bhare Tree Ho, Us Jagah Chale Jaye. Kam Se Kam Do Ghante Tahale. Jaldibaji Me Nahi, Balki Aram Se Tahalate Hue Aaspas Ke Environment Ko Mahsus Karane Ki Koshish Kare. Uche-Uche Pedho, Aaspas Ke Najaro Ko Dekhane Ka Anand Uthaye. Gahari Breath Le. Bich-Bich Me Baith Bhi Jaye. Pedh-Paidho Ko Apne Hatho Se Hue. Jald Hi Apko Feel Hoga Ki Apko Nature Se Love Ho Gaya Hain. 


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Credit card Kya Hota hai, Aur Usake Fayde In Hindi

Credit Card Ka Istemal Kaise Kare Credit Card Ka Istemal Chalan Me Hai. Kai Log To Ek Se Jyada Banko Ke Credit Card Rakhate Hain. Lekin Sahi Tarike Se Nahi Karane Par Isase Nuskan Bhi Hote Hain.  Pehle Jee Bhar Ke Sochalay Phir Istemal Kare Credit Card Lena Ek Tarah Se Bank Se Loan Lene Jaisa Hota Hai. Agar Iske Istemal Me Kuchh Savdhaniya Barati Jaye, To Ham Isaka Bharpul Fayada Utha Sakate Hain. Aaj Ke Samay Mein Lagabhag Har Tisara Naukri Pesa Person Apni Suvidha Anusar Credit Card Ka Istemal Kar Raha Hain. Credit Card Ek Tarah Ka Bank Hai, Jisase Aap Loan Lete Hain. Credit Card Dharak Dheere-Dheere Is Loan Ko EMI Ke Madhyam Se Chukate Rehte Hain. Apako Credit Card Ke Len-Den Ko Credit Bureau Ko Suchit Kiya Jata Hai. Jis Ke Aadhar Par Apaka Credit Score Check Kiya Jata Hai.Credit Score Jitana Adhik Hota Hai. Use Utana Hi Behtar Mana Jata Hai. Credit Information Bureau India Limited (CIBIL) Credit Score Deta Hai Jo Ap Ke Purane Britiy Itihas Ke Aadhar Par Taiyar Kiya Jat...

Voice Over Artist Kya Hota Hai Aur Kaise Bane, Voice Over Artist Jobs Qualifications, Career, Course Description Ke Bare Me Jankari

🖎Voice Over Artist Me Career Kaise Banaye? 🙋Topics:   1.Voice Over Artist Kya Hota Hain? 2. Opportunities 3. Qualifications 4. Salary Payment In India           Documentary, News Reports, Video Game, Animation Movies  On-Hold संदेशो आदी में Voice Over Artist की मांग लगातार बढ रही है। Voice Over Production कि तकनीक है। जिसमे किसी व्‍यक्‍ति कि Voice को (जो किसी कहानी का हिस्‍सा नही है।) Radio, Television Production, Film Create और किसी प्रस्‍तुतति में उपयोग किया जाता है।  👉 Voice Over Artist Kya Hata Hai?     Career Counselors कहते है कि   Advertisement, Audio Books, Animation Movies, Promotion Calls, Radio Advertisement, Aeroplane में सूचना आि‍दि देने में प्रयोग की गयी Voice को Voice Over Artist ही करता है।     Synchronous Talk, जहां  Voice Over में एक समय पर हो रही कार्यवाही का वर्णन करना होता है।  Voice Over, अब एक आम तकनीक बन गयी है। इसका प्रयोग Cinema में  भी किया ज...

Hamesha Swasth(Healthy) Thik Rahane Ke Liye Kya Karana Chahiye, Tarike(Tips), Upay, Swasth Rahne Ke Niyam (Dincharya) Ke Bare Me Jankari Hindi Mein

Healthy Jivan Shaili Jine Ke Niyam एक स्वस्थ जीवन-शैली को बनाए रखना कोई मुश्किल काम नहीं है, बस आपको कुछ स्वस्थ आदतों का पालन करने की आवश्यकता है। नए साल के मौके पर लाखों लोग अपने आप से करियर, शिक्षा, जॉब प्रमोशन एवं कुछ नया सीखने और व्यवहार में सकारात्मक बदलाव लाने जैसे ढेर सारे संकल्प लेते हैं। कुछ अपने 'न्यू ईयर रेजॉल्यूशन' को कुछ हद तक पूरा करने में सफल भी हो जाते हैं। साल भर इन संकल्पों और पारिवारिक जिम्मेदारियों को पूरा करने के चक्कर में सेहत की तरफ ध्यान ही नहीं जाता है। बदलती जीवन-शैली के कारण आजकल कम उम्र में ओबेसिटी, डायबिटीज, तनाव, अवसाद, जोड़ों में दर्द, कमर दर्द, स्ट्रोक और हार्ट अटैक जैसी गंभीर बीमारियां तेजी से बढ़ रही हैं। ऐसे में कुछ स्वास्थ्य नियमों को अपनाकर स्वस्थ शरीर और सुखी जीवन की शुरुआत की जा सकती है। मोटापा न बढ़ने दें: आजकल तले-भुने और भारी मसालेदार फास्ट फूड की तरफ लोगों का तेजी से रुझान बढ़ रहा है, जिससे उनके शरीर में आवश्यकता से अधिक चर्बी बढ़ रही है। विश्व स्वास्थ्य संगठन की रिपोर्ट के अनुसार , मोटापा स्वास्थ्य के लिए  सबसे खतरनाक 10 ब...