सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

अप्रैल 5, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Doel Company New Launch VR Box Aur VR -506 3D Virtual Realty Ke Bare Me Jane

Ankho Ke Samane Ek Nayi Duniya 'VR Box' Ki Kimat 999 Aur 'VR-506' Ki Kimat 8,400 Rupaye Hain. In Dono Products Ki Ek Saal Ki Guaranty Hain. Doel ' Company Ne Naye Do VR Handset 'VR Box' VR-506' Launch Kiye Hain, Jisaki Khasiyat Ye Hain Aap Phone Hath Me Liye Hue Bhi Video Dekh Sakate Hain. Baki Handset Me Phone Ko Device Me Set Karana Padata Hain. Yah Android Best Device Hain. Device Ka Display 5 Inch Ka Hain.Yah VR Ankho Ko 1080 Pixel Aur 100 Degree Ka Field View Deta Hain. 

(How does find lost phone In Hindi)Jane Kaise Khoya Huaa Phone Ko Khoje

Khoya Huaa Smartphone Dhudhana Huaa Asan Agar Apka Phone Kho Gaya Hain,To Nirash Na Ho. EK Trick Ki Madad Se Aap Apne Gum Hue Phone Ka Pata Laga Sakate Hain. Khoya Phone Dhudhane Ke Liye Apko Google Ka Home Page Kholana Hoga. Yaha Par Us Google Account ID Se Sign Kigiye , Jo Aapane Apne Android Smartphone Me Register Kiya Hain. Iske Bad Google Homepage Ke Search Bar Par 'Where Is My Phone? ' Type Karana Hoga. Jaise Hi Aap Is Link Par Click Karenge, Apke Samne Ek List Khulegi, Jaha Apke Sare Mobile Sets Ka Name Hoga. Ab Isme Se Apna Mobile Sets Chune . Iske Bad Apke Samne Ek Map Khul Jayega. Is Map Me Kuchh Hi Der Me Apko Apne Phone Ki Location Dikh Jayegi. Google Apke Smartphone Ki Location Trace Karega Aur Batayega Ki Vah Kaha Hain. Agar Ap Kisi Aur Jagah Se Hokar Aye Hain Aur Yaad N Aa Raha Ho Ki Phone Vaha Chhut Gaya Hain Ya Kahi  Aur, Aise Me Yah Feature Bade Kam Ka Hain. Apko Phone Ki Location Dikh Jayegi Ki Vah Kaha Par Hain. Isliye Aap Sahi Jagah Par Use Talash...

Macan R-4 Ke Comparison, Specifications Aur Features Review Ke Bare Me Jane

Bharat Me 'Macan R-4' Luanch Germany Ki Car Nirmata Company Porsh Ne Bharat Me 'Makan R-4' Car Launch Ki Hain,  Jisaka Mukabala Jaiguaar F- Pes Se Hain. Car Review Porsh Ne Bharat Me Apni SUV Makan Ke Naye Variant 'Makan R-4' Ko Launch Kiya Hain. Makan R-4 Ki Kimat Company Ne 76.84 Lakh Rupaye (Ex Showroom Mumbai) Tay Ki Hain. Is SUV Me 7-Speed PDK Dual-Cluch Transmission Diya Gya Hain, Jo Sabhi Pahiyo Ko Power Supply Karata Hain. Isme 2.0 Litre Ka 4 Cylender Engine Laga Hain, Jo 250 Horse Power Aur 370 NM Ka Tark Pradan Karata Hain. Iski  Top Speed 229 Kilometre Prati Ghanta Hain.  Isme LED Helmet, 18 Inch Ke Aloy Wheel Aur Day-Time Running LED Di Gayi Hain, Jisaki Vajah Se Yah USV Kafi Support Najar Aati Hain. Isme Communication Management System, Cruse Control, Len Departure Warning, Automatic Boot Realise, Multi Function Support Steyaring Wheel, Three-Zone Cliemet Control, Adjust Hone Vali Electric Driver Seat Aur 8-Ve Infotment Screen Di Gayi Hain. I...

Blackberry Keyone Ke Comparison, Specifications Features Review Hindi Me

Black Berry KeyOne India Me New Launch BlackBerry Ne Optimas Infracom Ke Sath Sajhedari Ke Bad Bharat Me "Ki One" Smart Phone Ko Launch Kiya Hain. Is Smart Phone Ki Khasiyat Quirty Key-Board Hain. Isme Latest Android 7.1.1 Nuga Ka Support Milata Hain. Is Phone Me Blackberry Ke Security Aur Productivity Software Bhi Milata Hain. Ise Hardware Queeniance Ke Karan Alag-Alag Shortcut Ke Liye Customise  Kiya Ja Sakata Hain.  Company Ne Is Phone Ko Bharat Ke Liye Specification Me Kuchh Badalaw Bhi Kiye Hain. Bharat Me 4 GB Ki Ram Aur 64 GB Inbuilt Stores Variant Me Launch Kiya Gaya Hain. International Market Me Yah 3 GB Ram Aur 32 GB Stores Variant Me Maujud Hain. Khubiya Is Phone Ke Bharatiy Modal Me Do Sim Ka Support Milata Hain. Phone Me Blackberry Ka Detec Aur BlackBerry Password KiPar App Bhi Milata Hain.