सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

फ़रवरी 3, 2019 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Kaise Aur Radio Frequency Neurotomy Kya Hota Hain Aur Ridh Ki Haddi Ko Kaise Health Rakhe In Hindi....

Kaise Aur Radio Frequency Neurotomy Kya Hota Hain Aur Ridh Ki Haddi Ko Kaise Health Rakhe....   Ridh Bani Rahegi Healthy Jo Log Lambe Samay Se Ridh Se Sambandhit Kai Rogo Se Jujh Rahe Hain, Unake Liye Radio Frequency Neurotomy Taknik Ek Nayi Ummid Ke Rup Me Samane Aayi Hain..... Ridh Aur Manspesio Se Judhe Rogo Ki Sankhya Bahut Teji Se Badh Rahi Hain. Isame Adhikatar Log Savaikal V Lumbar Spondilitice Aur Spanal Stenosis( Ridh Ki Naso Ke Marg Ki Sikudhan) Se Kahi Jyada Grast Hain. Agar Ilaj Ki Baat Kare, To Physiotherapy Aur Dardnivarak Medicines Hi Prachalit Hain Aur Agar Ye Kam N Kare, To Surgery Karayi Jati Hain, Lekin Radio Frequency Neurotomy Ki Madad Se Aj Marijo Ko Ridh Ke Dard Se Rahat Mil Sakati Hain. Adhunik Ilaj Radio Frequency Neurotomy Ek Saral Taknik Hain, Jo Kam Se Kam Chidh-Fadh Aur Kisi Surgical Prakriya Ke Bagair Ki Jati Hain. Is Taknik Ke Jariye Marij Usi Din Ghar Vapas Bhi Ja Sakata Hain. Radio Frequency Wave( Jo Electromagnetic Waves Hoti Hain.) ...

Swine flu Se Kaise Bache Aur Ye Kya Hota Hain Usake Lakshan Ke Bare Me Bhi Jane In Hindi...

Swine flu Se Kaise Bache Aur Ye Kya Hota Hain Usake Lakshan Ke Bare Me Bhi Jane... Swine flu Kya Hota Hain?? Aam Bolchal Me Swine flu Ke Name Se Jana Jane Vala Influenza Ek Vishesh Prakar Ke Virus Influenza 'A' H1 N1 Ke Karan Fal Raha Hain. Yah Virus Suar (Pig) Me Paye Jane Vale Kai Prakar Ke Viruses Me Se Ek Hain. Pig Ke Body Me Is Virus Ke Rahane Ke Karan Hi Ise Swine flu Kahate Hain. Virus Ke Jins Me Svabhavik Taur Par Parivartan Hote Rahate Hain. Falsavrup Inake Avaran Ki Structure Me Bhi Change Hote Rahate Hain. 2009 Me Faile Swine flu Ke Karan Influenza 'A' Type Ke Ek Naye Virus H1 N1 Ke Karan Yah Bimari Fail Rahi Hain. 1918 Ki Flue Mahamari Me Virus Ka Source Pig The. Is Flue Ko Spanish Flue Ke Name Se Jana Jata Hain, Jin Change Se Bani Yah Kism Hi Mexico , America Aur Pure Vishv Me Swine flu Ke Prasar Ka Karan Ban Rahi Hain. Lakshan(Symptoms) 1. Tej Bukhar Hona 2. Khasi Aana 3. Gale Me Taklif Hona 4. Body Me Dard Hona 5. Sir Dard A...