सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

अप्रैल 27, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

How Does Make Career In Rular Management-Rular Management Me Career Kaise Banaye

Village Se Nikalegi Tarraki Ki Raah Village Ka Yojanabaddh Tarike Se Vikas Ho Aur Gramin Jagaruk Bane, Isake Liye Prabandho Ki Jarurat Hain. Yahi Vajah Hain Ki Rular Management Ke Kshetra Me Career Ki Sabhavnaye Badhegi. Sarkar (Government)Village Ko Bikasit Karane Ki Disha Me Kadam Badha Rahi Hain.Aise Me Is Kadam Badha Rahi Hain.Aise Me Is Kam Ka Jimma Hoga Rular Managers Par. Bharat Village Me Basta Hain. Lagbhag 68 Fisadi Log Aj Bhi Village Hi Niwas Karate Hain. Desh Ko Bikasit Karane Ke Liye Jaruri Hain Ki Village Kshetra Ka Bikas Ho. Vikas Ki Isi Prakriya Me Tamam Sarkari Yojanao Ka Khaka Taiyar Kiya Ja Rha Hain. Pratiyogita Ke Is Daur Me Gaavo Me Chahumukhi Vikas Ki Lahar Daud Rahi Hain,Lekin Cities Ki Apeksha Village Ki Halat Aj Battar Hain. Kai Yojnao Ke Bavjud Gramin Anchal Labh Se Vanchit Hain. Kahi Yojnao Me Hilahvali Hain, To Kahi Logo Me Jankari Ka Abhav Hain. Yojanao Ka Yojanbaddh Tarike Se Fayada Pahuchane Ke Kushal Prabandhako Ki Jarurat Hain, Jo Unake...