सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

जुलाई 17, 2018 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Phal (Fruits) Khane Se Kya Kya Fayde Hain, Vitamins And Nutrition(Poshan) Tatv Kuan-Kaun Se Paye Jate Hain?

Fruits(Phal) Khane Se Kya Kya Fayde(Benefits) Hain, Vitamins And Nutrition(Poshan) Tatv Kuan-Kaun Se Paye Jate Hain? Hamare Dainik Jivan Me Fruits Ho To Bahut Faydemand Hain. Fruits Me Vitamins Aur Minerals Paye Jate Hain, Jo Hame Healthy Rakhane Me Help Karate Hain. Healthy Rahana Hain To Fruit Khane Ki Habit Dal Le......... Worlds Bhar Me Prati Years Almost 17 lakh Logo Ki Dead Ka Sambandh Fruit Aur Vegetables Kam Khane Se Juda Hain. W.H.O (World Health Organization) Ki Reports Ke According Heart Disease, Cancer, Diebities Aur Fats Jaisi Diseases Ki Prevention Ke Liye Pradin Fruits Aur Vegetables Ki Minimum 400 Gram Ki Sifarish Ki Gayi Hain. Fruits Children Ke Dainik Diet Ka Ek Important Hissa Hona Chahiye. Isame Vitamins Aur Minerals Hote Hain, Jo Unhe Healthy Rakhane Me Help Karate Hain. Isame Vitamins A(Bita Carotin), C Aur E, Mangniciam, Zink, Phosphorus Aur Folic Acid Shamil Hain. Ve Diseases Se Rescue Me Help Karate Hain. Fruits Fiber Ka Ek Good Source Hain....