Phal (Fruits) Me Kaun-Kaun Se Vitamins Paye Jate Hain
29 Gram Sugar Grape Ke Prati Ek Cup Me Hota Hain. Grape
Antioxidant Ka Behtar Source Hain.
200 MG/DL Se
Sugar Level Upar Hain, To Mithe Fruit Khane Se Parhej Kare. Dopahar Ke Bhojan
Ke Pahale 100 Gram Fruit Kaye.
Papita(Papaya),
Angur (Grapes) Aur Kharbuj(Watermelon)Se Khusiya Batorenge.........
Nashte Me Aap
Dher Sare Fruit Khate Honge. Fruits Khana Health Ke Liye Achchhi Bat Hain,
Lekin Fruit Aise Hote Hain, Jiname Sugar Ki Matra Adhik Hoti Hain. Kai Bar
Fruits Me Maujud Sugar Health Ke Liye Nuskandayak Hoti Hain. Khaskar Diebities
Ke Rogiyo Ko Fruits Ka Sewan Dietician Se Advice Lekar Hi Karana Chahiye.
Fruits Me Glucose, Fructose, Sucrose, Gailectose, Aur Maltose Sahit Kai Prakar
Ke Natural Sugar Maujud Hote Hain. Yah Sugar Small Intestine Dwara Pachane Ke
Baad Apke Blood Me Released Hota Hain. Fruits Main Rup Se Fiber, Vitamins,
Minerals Aur Antioxidants Elements Se Bharpur Hote Hain, Lekin Calories Count
Ke Anusar, Papite, Angur, Aur Kharbuje Jaise Kuchh Fruits Me Sugar Ki Matra
Bahut Kam Hoti Hain. Kuchh Fruits Jaise Strawberry Aadi Me Dusare Fruits Ki
Tulana Me Bahut Adhik Matra Me Sugar Hoti Hain. University Of
Minnesota(America) Ke Andokrinology Aur Diebities Department Dwara Kiye Gaye Ek
Shod Ke Mutabik, Fruit Aur Vegetables Me Natural Rup Se Fractose Paya Jata
Hain. Isake Sewan Se Enegry Ke Mamuli Ghatak Ki Prapti Hoti Hain. Dusare
Study Me Yah Bat Samne Aayi Hain Ki Fruits Me Paya Jane Vala Fractose Diebities
Ka Thik Tarah Se Utpad Nahi Hone Deta Hain, Jo Glucose Ya Sucrose Dwara Utpadit
Hota Hain. Jin Logo Ko Diebities Ki Problem Hain, Unhe Reshedar Fruit Jaise
Tarbuj, Kharbuj, Papita, Strawberry Aadi Ka Sewan Karana Chahiye. In Fruit Ke
Sewan Se Blood Sugar Ka Level Niyatrit Hota Hain, Isliye Inhe Khane Se Koi
Nuskan Nahi Hota. Vahi, Banana, Grapes, Mango, Lichi Aur Apple. Iname Maujud
Carbohydrate Jaise Fractose Aur Sucrose, Blood Me Sugar Ke Level Me Ijafa
Karate Hain. Khane Se Pahale, Baad Me Ya Khane Ke Sath Me Fruit Khane Me Blood
Me Teji Se Glucose Ka Level Badhata Hain, Isliye Kisi Bhi Fruit Ko Snacks Ke
Taur Par Khaye. Ek Shod Ke Mutabik, Madhumeh Rogiyo Ke Liye Kivi, Grape, Jamun
Bhi Faydemand Hain, Kyuki Inase Blood Sugar Level Niyatrit Hota Hain.
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें
Thanks You Guys
Please Share This Link