Badhe Kam Ka Nariyal Pani
Nutrition Elements Se Bharpur Hone Ke Karan Kachche Nariyal Ka Pani Ke Liye Faydemand Hota Hain. Isaka Antibacterial Gun Sharir Ki Rog Pratirodh Kshamata Ko Badhane Ka Kam Karata Hain.
Kachche Nariyal
Pani Ka Rakt Parisanchan Me Sudhar Karane Me Madad Karata Hain. Uchch Raktchap
Ke Level Ko Kan Karta Hain, Jisase Dil Ke Daure Aur Any Cordiovaikular Rogo Ka
Khatara Kam Ho Jata Hain. Yah Apke Rakt Sharkra(Glucose) Ke Level Ko Niytrit
Karane Me Bhi Madad Karata Hain. Yadi Aap Weight Kam Karana Chahate Hain, To
Apke Ahar Chart Me Nariyal (Coconut) Ka Pani Hona Chahiye. Isake Niyamit Sevan
Se Sharir Ki Pratiraksha Power Badhati Hain. Nutrition Tatvo Aur Vitamin Jaise
Ribofaviln, Niyasin, Thiyamin, Paintothenik Acid, Kolaen Aur Folets Ke Karan
Isame Anti-Viral Aur Anti-Baictiriel Gun Hote Hain, Jo Apke Body Ki Pratiraksha
Pranali Ko Majabut Karate Hain. Isame Maujud Minerals, Potassium Aur Magnesium
Kidney Ki Bimari Se Pidhit Person Ke Liye Faydemand Hain. Yah Pani Mutravardhak
Ke Rup Me Bhi Kary Karata Rahata Hain Aur Mutra Ke Pravah Aur Utpad Ko Badhava
Hain. Coconut Ke Water Se Face Wash Par Pimples Ki Problem Kam Hoti Hain.
Doctor Aksar Mahilao Ko Pregnancy Ke Dauran Coconut Ke Water Pine Ki Advice
Dete Hain, Kyuki Yah Kabj, Sine Me Jalan, Pachantantra Ki Gadhabadhi Ko Dur
Karane Me Madad Karata Hain.
Body Ki
Taralata Kam Hone, Diaria Ya Ulti-Dast Hone Par Isaka Sevan Karana Chahiye.
Isame Maujud
Electrolight Potassium  Hangover Utarane Me Madad Karata  Hain.
To Isaka Sevan N Kare
Kisi Bhi
Serjary Se Kam Se Kam Do Week Pahale Coconut Ke Water Nahi Pina Chahiye, Kyuki
Ya Cergery Ke Dauran Aur Sergary Ke Baad Rakt Chap(BP) Control Me Problem Paida
Kar Sakata Hain. Yadi Aap Exercise Karane Ke Baad Apni Thirst Quench(Pyas
Bujhane) Ke Liye Coconut Pani Pite Hain, To Aap Isaki Bajay Sada Pani Piye.
Bahut Jyada Matra Me Iska Sevan Karane Se Apko Baar-Baar Mutra Tyag Ke Liye
Jana Padh Sakata Hain. Thand Se Grast Logo Ko Isake Sevan Se Bachana Chahiye.
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें
Thanks You Guys
Please Share This Link