Xiaomi Ne Redmi Series Me Kifayati Smartphone Redmi 5A Ko Launched kar diya Hain
Is Baar Xiaomi Ne Redmi 5A Ki Design Mein Thode Badlav Kiye Hain.
5A Me Kinare Thodhe Ghumavdar Kiye Gaye Hain, Jisase Behtar
grip Milti Hai. Redmi 5A Me 5 Inch Ka HD (720*1280pixel) IPS Display Milta Hain. Phone Me Qualcom Snapdragon 425 Processor Diya gaya hai, Jo 1.4 gigahertz Par Chalata Hai. Graphics Ke Liye Androidno 308 GPU Hai. Phone Mein 2 GB RAM Hai. Storage16 GB Hai, Jise MicroSD Card Ke Jariye 128 GB Tak Badhana Sambhav Hoga.
Khubiya
accompany Ka Dava Hain Ki Redmi 5A Ki 3000 mAh Ki battery phone Ko Karib 8 Din Tak Ki Battery Backup De Sakati Hai.
Phone Me Megapixel Rear Front Camera Hain. Vahi Selfie Ke Liye Redmi 5A Me Sath 5 Megapixel Front Camera Diya Gaya Hain.
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें
Thanks You Guys
Please Share This Link