Deoxyribo Nucleic Acid (DNA) Ke Bare Me Rochak Tathy
DNA KI Khoj James Watson Aur Francis Crick Ke Dwara Kiya Gaya Hain.DNA Me To Jindagi Ka Saar Hain!
1. Jis DNA Se Parent Ka Born Huaa, Usi DNA Se Santati Ka Born Hota
Hain. Santati Apne DNA Ki Punrabriti (Revisions).
2. Cromojomal
DNA Shashavat Hain, Ajar-Amar Hain. Aatma Ke Samkaksh Agar Kuchh Hain, To DNA.
Aatma Ki Shashavata Ka Agar Koi Physics Adhar Hain, To Vah Hain Gunsutra Ka
DNA.
3. DNA Body Me
Sarvatra Hain, Sarvyapi Hain, Har Cells Me Hain. Purvjanm, Purakho Ka
Lekha-Jokha Sab DNA Me Hain. Thousands, Lakh Year Old Aadi Manav Ke Narkankalon
Aur Jivasmiyo Ka DNA Vahi Hain, Jo Aaj Ke Manav Ka Hain.
4.Har Organ
Phir Se Janmta Hain- Prajanan Usi Ka Name Hain. Prajanan Prakrya Alag-Alag Jio
Me Alag Ho Sakati Hain, Par Prayojan Har Jiv Me Ek Hi Hain Aur Vah Hain
Prajanan Dwara Svayam Ki Revision Kar Apni Prajati Ko Banaye Rakhana.
1.
2.
3.
4.
5.
5. Praniyo Me Prajanana Prakriya Me Shukranu Aur Stri Bij Ke Milne
Par Dono Ke Body Ki Revision Hoti Hain, Thik Vaise Hi Jaise Unake Parents
Ke Bijo Se Unaki Hue Thi.
6. Parents Ke
Body Me Sthit Har Ek Cell (Arbo-Kharbo Cells) Har Cell Ki Smriti, Usaki Puri
Puri Jivancharya Ke Lekha-Jokha Ki Smriti, Har Cell Ko Jo Apne Parents Se Mili,
Jins Par Ghanibhut Hokar, Prani Bijo Ke Gudhsutro Ke Madhyam Se Revision Kar
Santan Ke Rup Punrjanm Leti Hain. Prajanan Swam Ka Punrjanm Hi Hain. Janm Prani
Bijo Se Hi Hota Hain Aur Bij Prani Bishesh Ke Hi Hote Hain.
7. Dharmik
Manytao Ke Anusar, Manav Janm Lakho Yonio Par Karane Par Hi Hota Hain. Agar Aap
Purush Aur Stri Bij Ke Milane Se Bani Ek Cell Se Pure Manav Body Ke Nirman Ki
Prakriya Ko Dekhe, To Isaki Satyata Samajh Me Ayegi. Garbh Me Bhrun Ke Vikas Ki
Prakriya Me Har Jiv Ki Punrabriti Hoti Hain Aur Is Yonio Ko Par Karake Manav
Body Ko Pahuchata Hain.
8. Jaha Tak
Purv Janm Ki Smitiyo Ka Sawal Hain, Vaha Sabhi Aadim Prabritiyo Me Nihit
Smritiyo Tatha Prajanan Aur Swasuraksha Sambandhi Smritiyo, Jins Ke Madhyam Se
Yathavat Prapt Hoti Hain Aur Swatah Hi Abhivyakt Hoti Hain.
9. Adam
Prabritiyo Aur Nature Ki Smriti Gunsutriy Hoti Hain, Shesh Sabhi Ko Sikhakar
Arjit Karana Hota Hain. Ve Janmjat Nahi Hoti, Arjit Karane Ki Kshamata Janmjat
Aur Gunsutriy Ho Sakati Hain.
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें
Thanks You Guys
Please Share This Link