सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

Gud Khane Ke Kya Fayde (Benefits) Hain, Aur Unse Hone Wale Labh Ke Bare Me Jane

Gudh Khane Ke 15 Fayde  (Benefits)



Swad Me Mitha Aur Tasir Me Garm Gudh Health Ke Liye Kai Tarah Se Labhdayak Hain.

1. Gudh Body Me Digestive Enzymes Ko Sakriy Karata Hain. Aanto Ko Sucharu Rup Se Kam Karane Me Madad Karata Hain, Jisse Kabj Ki Problem Dur Hoti Hain.

2. Yah Body Me Maujud Nuskandayak Toxins Ko Bahar Nikal Kar Liver Ki Safai Karta Hain. Body Ko Detox Karna Chahate Hain, To Gudh Jarur Khaye.

3. Body Me Khun Ki Kami Nahi Hoti Hain, Kyuki Gudh Iron Ka Pramukh Sources Hain. Yah Blood Me Haemoglobin Ke Total Count Ko Bhi Badhata Hain.

4. Isase Blood Saf Hota Hain. Isaka Kam Matra Me Pratidin Sewan Karane Se Blood Saf Hota Hain, Jo Body Ko Health Banaye Rakhane Me Madad Karata Hain.

5. Sardi-Jukam Hone Par Ghudh Ko Garm Pani Me Milakar Piye. Chahe To Tea Me Sugar Ki Bajay Gudh Dale. Tasir Se Garm Gudh Sardi-Jukam Me Aram Deta Hain.

6. Isase Bharpur Matra Me Anti-Oxidants Aur Minerals Jaise Jink And Selenium Maujud Hote Hain, Jo Free-Radikal Ko Kshatigrash Hone Se Rokta Hain.

7. Gudh Me Bharpur Matra Me Iron Hota Hain.
Yadi Jodo Me Pain Hota Hain, To Gudh Ko Adarak Ya Ek Glass Dudh Se Chutkara Milta Hain. Isase Bones Majbut Hone Ke Sath-Sath Arthritis Bhi Nahi Hota Hain.

8. Gudh Ek Complex Carbohydrates Hain, Hain Body Ko Dhire-Dhire, Lekin Lambe Samay Tak Ke Liye Urjavan Banaye Rakhta Hain. Sugar Ka Level Jaldi Nahi Badhata Hain.

9. Isake Pine Se Breath Se Sambandhit Problems Jaise Asthama, Bronkitice Se Bachav Hota Hain. Til Ke Sath Ise Khane Se Swansan Pranali Ko Labh Hota Hain.

10. Period Me Hone Vale Pain, Craps, Mood Swings Se Bachane Ke Liye Gudh Khaye. Yah Endorphins Release Karata Hain, Jo Body Ko Aaram Pahuchata Hain.

11. Pimples- Muhase And Ecne Ki Problem Bhi Dur Karata Hain. Gudh Blood Se Toxins Dur Hote Hain, Jisase Dermis Damkati. Muhaso Se Bhi Chhutkara Milta Hain.

12. Kabhi Gala Bathane Ke Sath-Sath Avaj Jakadh Jaye, To Pake Hue Chaval Me Gudh Milakar Khane Se Baitha Huaa Gala Thik Hota Hain. Avaj Bhi Khul Jati Hain.

13. Gudh Khane Se Yaad Karane Ki Capicity Bhi Develope Hoti Hain. Isake Niyamit Rup Se Khane Se Brain Lambi Age Tak Sakriy Bana Rahata Hain.

14. Ise Ek Behatar Mood Booster Bhi Mana Gaya Hain. Isake Alava Migraine Ki Problem Me Bhi Gudh Fayda Karata Hain.

15. Jinka Weight Adhik Hain, Unhe Bhi Usko Khana Chahiye. Yah Body Me Jal Ke Adharan Ko Kam Karake Body Ke Vajan Ko Niytrit Karata Hain.


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Credit card Kya Hota hai, Aur Usake Fayde In Hindi

Credit Card Ka Istemal Kaise Kare Credit Card Ka Istemal Chalan Me Hai. Kai Log To Ek Se Jyada Banko Ke Credit Card Rakhate Hain. Lekin Sahi Tarike Se Nahi Karane Par Isase Nuskan Bhi Hote Hain.  Pehle Jee Bhar Ke Sochalay Phir Istemal Kare Credit Card Lena Ek Tarah Se Bank Se Loan Lene Jaisa Hota Hai. Agar Iske Istemal Me Kuchh Savdhaniya Barati Jaye, To Ham Isaka Bharpul Fayada Utha Sakate Hain. Aaj Ke Samay Mein Lagabhag Har Tisara Naukri Pesa Person Apni Suvidha Anusar Credit Card Ka Istemal Kar Raha Hain. Credit Card Ek Tarah Ka Bank Hai, Jisase Aap Loan Lete Hain. Credit Card Dharak Dheere-Dheere Is Loan Ko EMI Ke Madhyam Se Chukate Rehte Hain. Apako Credit Card Ke Len-Den Ko Credit Bureau Ko Suchit Kiya Jata Hai. Jis Ke Aadhar Par Apaka Credit Score Check Kiya Jata Hai.Credit Score Jitana Adhik Hota Hai. Use Utana Hi Behtar Mana Jata Hai. Credit Information Bureau India Limited (CIBIL) Credit Score Deta Hai Jo Ap Ke Purane Britiy Itihas Ke Aadhar Par Taiyar Kiya Jat...

covid vaccine jankari | covid vaccine lagane ke fayde in hindi |covid vaccine guidelines in hindi | covid vaccine benefits

covid vaccine ke fayde in hindi covid vaccine kya hai, covid vaccine ka naam kya hai covid vaccine kise nahi leni chahiye covid vaccine lagane ke baad kya khaye covid vaccine lagane ka tarika covid vaccine lagane ke baad parhej वैक्सीन लेने में भ्रम नही करें कोरोना संक्रमण की दूसरी लहरकेबाद से वैक्सीनेशन में बहुत तेजी आई है,लेकिन अभी भी काफी लोगों में वैक्सीन को लेकर भ्रम,भय और ढेरों सवाल हैं। सच यही है कि वैक्सीन लगवाने से आपको कोरोना संक्रमण के खिलाफ रोगप्रतिरोधक क्षमता का सुरक्षा कवव मिलेगा और संक्रमण के प्रसार को रोकने में आप बनेंगे मददगार... कोरोना की दूसरी लहर का कहर पूरे देश ने देखा, जिससे एक बात स्पष्ट हो गई कि संक्रमण से बचने का एक ही उपाय है और वह है ज्यादा से ज्यादा वैक्सीनेशन। हालांकि अभी भी तमाम लोगों के मन में वैक्सीन को लेकर भ्रम की स्थिति है। उन्हें समझ नहीं आ रहा कि वैक्सीन ली जाए या नहीं। किसी न किसी रूप में अफवाह और गलत धारणा के चलते तमाम लोग (खासकर ग्रामीण इलाकों में) वैक्सीन लगवाने से बच रहे हैं। जबकि वैक्सीन को लेकर इस तरह के सारे भ्रम निराधार हैं। कोविड...

Voice Over Artist Kya Hota Hai Aur Kaise Bane, Voice Over Artist Jobs Qualifications, Career, Course Description Ke Bare Me Jankari

🖎Voice Over Artist Me Career Kaise Banaye? 🙋Topics:   1.Voice Over Artist Kya Hota Hain? 2. Opportunities 3. Qualifications 4. Salary Payment In India           Documentary, News Reports, Video Game, Animation Movies  On-Hold संदेशो आदी में Voice Over Artist की मांग लगातार बढ रही है। Voice Over Production कि तकनीक है। जिसमे किसी व्‍यक्‍ति कि Voice को (जो किसी कहानी का हिस्‍सा नही है।) Radio, Television Production, Film Create और किसी प्रस्‍तुतति में उपयोग किया जाता है।  👉 Voice Over Artist Kya Hata Hai?     Career Counselors कहते है कि   Advertisement, Audio Books, Animation Movies, Promotion Calls, Radio Advertisement, Aeroplane में सूचना आि‍दि देने में प्रयोग की गयी Voice को Voice Over Artist ही करता है।     Synchronous Talk, जहां  Voice Over में एक समय पर हो रही कार्यवाही का वर्णन करना होता है।  Voice Over, अब एक आम तकनीक बन गयी है। इसका प्रयोग Cinema में  भी किया ज...