सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

लिवर और उसकी कार्यप्रणाली, लिवर के हेल्थ टिप्स, फ़ूड, कार्य Rochak Thathy In Hindi

Liver Ke Bare Me Rochak Thathy



Liver Se Hi Apka Jivan


Apka Liver Body Ki Sabase Badhi Laboratory Hain. Liver Ki Badaulat Hi Body Ka Antarik Vatavaran Sam, Svach Aur Swasthvaradhak(Healthy) Rahata Hain. Bahar Se Aaye Aur Andar Utpann Sabhi Bisaile(Toxic) Ka Nash Liver Hi Karata Hain.

Poshak(Nutrition) Elements Ka Nirman Yahi Hota Hain. Nirman Aur Vikas Ke Liye Avashyak Proteins Liver Hi Banata Hain. Energy Ke Liye Jaruri Glucose Ka Glaicogan Ke Rup Me Snachay Yahi Hota Hain.

Liver Me Tin Tarah Ki Rakt Vahiniya Hoti Hain. Dhaminiya, Jo Oxygenated Suddh Blood Lati Hain. Shiraye, Jo Dioxygenated Blood Le Jati Hain Aur Portal Siraye, Jo Anto Se Shoshit Elements Vala Blood Shuddhikaran Ke Liye Pahale Liver Tak Lati Hain. Liver Ki Laboratory Me Janch, Pariskrit Aur Pramanik Hone Par Hi Tatv Heart Ke Blood Me Pahuchate Hain.

Desh Me Liver Ki Diseases Se Marane Vale Logo Me Sabase Adhik Rogi Alcohol Janak Liver Syrosic Aur Hepetik Feliyor Se Marate Hain.

Liver Body Ka Ekmatra Part Hain, Jo Destroyed Hone Par Again Nirmit Kar Apna Navinikaran Kar Sakata Hain. Liver Ka Reserves Power Vilakshan Hota Hain, Adhey Se Adhik Nasht Hone Par Hi Yah Taklif Deta Hain.

Pitt Liver Me Hi Banata Hain, Liver Me Hi Chhanata Hain Aur Vaha Se Chhan Kar Hi Pitt Ki Thaili Aur Aant Me Aata Hain.

Virul Hepetyitis( Bisanujanit Liver Shoth Disease) Chaar Virus Se Hota Hain. Hepetyitis A, B, C, Aur E. Iname B Aur C Blood Aur Yaun Prasarit Aur A And E Khane-Pine Ki Chijo Ke Mal Se Sankraman Se Yani Mal-Mukh Marg Dwara Prasarit Hote Hain. Bharat Me Hepetyitis E Ki Mahamari Aam Hain.

Pitt-Ranjak(Pigments), Mrit Lal(Dead Red) Blood Kano Ke Haemoglobin Ke Bibhajan Se Banate Hain. Bibhajan Kar Iron Elements Vapas Upyog Ke Liye Aur Pitt-Ranjak Pachan Ke Liye Bhej Diye Jate Hain.

Piliya Blood Me Pitt-Ranjako Ki Matra Ke Adhik Hone Ki Avsatha Ko Kahae Hain. Piliya Swayam Me Koi Rog, Nahi Hain.

Ekal Part Hone Par Bhi Isaka Adha Bhag Dan Kiya Ja Sakata Hain. Bacha Huaa Aadha Punh Nirman Kar Leta Hain.


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Credit card Kya Hota hai, Aur Usake Fayde In Hindi

Credit Card Ka Istemal Kaise Kare Credit Card Ka Istemal Chalan Me Hai. Kai Log To Ek Se Jyada Banko Ke Credit Card Rakhate Hain. Lekin Sahi Tarike Se Nahi Karane Par Isase Nuskan Bhi Hote Hain.  Pehle Jee Bhar Ke Sochalay Phir Istemal Kare Credit Card Lena Ek Tarah Se Bank Se Loan Lene Jaisa Hota Hai. Agar Iske Istemal Me Kuchh Savdhaniya Barati Jaye, To Ham Isaka Bharpul Fayada Utha Sakate Hain. Aaj Ke Samay Mein Lagabhag Har Tisara Naukri Pesa Person Apni Suvidha Anusar Credit Card Ka Istemal Kar Raha Hain. Credit Card Ek Tarah Ka Bank Hai, Jisase Aap Loan Lete Hain. Credit Card Dharak Dheere-Dheere Is Loan Ko EMI Ke Madhyam Se Chukate Rehte Hain. Apako Credit Card Ke Len-Den Ko Credit Bureau Ko Suchit Kiya Jata Hai. Jis Ke Aadhar Par Apaka Credit Score Check Kiya Jata Hai.Credit Score Jitana Adhik Hota Hai. Use Utana Hi Behtar Mana Jata Hai. Credit Information Bureau India Limited (CIBIL) Credit Score Deta Hai Jo Ap Ke Purane Britiy Itihas Ke Aadhar Par Taiyar Kiya Jat...

Voice Over Artist Kya Hota Hai Aur Kaise Bane, Voice Over Artist Jobs Qualifications, Career, Course Description Ke Bare Me Jankari

🖎Voice Over Artist Me Career Kaise Banaye? 🙋Topics:   1.Voice Over Artist Kya Hota Hain? 2. Opportunities 3. Qualifications 4. Salary Payment In India           Documentary, News Reports, Video Game, Animation Movies  On-Hold संदेशो आदी में Voice Over Artist की मांग लगातार बढ रही है। Voice Over Production कि तकनीक है। जिसमे किसी व्‍यक्‍ति कि Voice को (जो किसी कहानी का हिस्‍सा नही है।) Radio, Television Production, Film Create और किसी प्रस्‍तुतति में उपयोग किया जाता है।  👉 Voice Over Artist Kya Hata Hai?     Career Counselors कहते है कि   Advertisement, Audio Books, Animation Movies, Promotion Calls, Radio Advertisement, Aeroplane में सूचना आि‍दि देने में प्रयोग की गयी Voice को Voice Over Artist ही करता है।     Synchronous Talk, जहां  Voice Over में एक समय पर हो रही कार्यवाही का वर्णन करना होता है।  Voice Over, अब एक आम तकनीक बन गयी है। इसका प्रयोग Cinema में  भी किया ज...

Hamesha Swasth(Healthy) Thik Rahane Ke Liye Kya Karana Chahiye, Tarike(Tips), Upay, Swasth Rahne Ke Niyam (Dincharya) Ke Bare Me Jankari Hindi Mein

Healthy Jivan Shaili Jine Ke Niyam एक स्वस्थ जीवन-शैली को बनाए रखना कोई मुश्किल काम नहीं है, बस आपको कुछ स्वस्थ आदतों का पालन करने की आवश्यकता है। नए साल के मौके पर लाखों लोग अपने आप से करियर, शिक्षा, जॉब प्रमोशन एवं कुछ नया सीखने और व्यवहार में सकारात्मक बदलाव लाने जैसे ढेर सारे संकल्प लेते हैं। कुछ अपने 'न्यू ईयर रेजॉल्यूशन' को कुछ हद तक पूरा करने में सफल भी हो जाते हैं। साल भर इन संकल्पों और पारिवारिक जिम्मेदारियों को पूरा करने के चक्कर में सेहत की तरफ ध्यान ही नहीं जाता है। बदलती जीवन-शैली के कारण आजकल कम उम्र में ओबेसिटी, डायबिटीज, तनाव, अवसाद, जोड़ों में दर्द, कमर दर्द, स्ट्रोक और हार्ट अटैक जैसी गंभीर बीमारियां तेजी से बढ़ रही हैं। ऐसे में कुछ स्वास्थ्य नियमों को अपनाकर स्वस्थ शरीर और सुखी जीवन की शुरुआत की जा सकती है। मोटापा न बढ़ने दें: आजकल तले-भुने और भारी मसालेदार फास्ट फूड की तरफ लोगों का तेजी से रुझान बढ़ रहा है, जिससे उनके शरीर में आवश्यकता से अधिक चर्बी बढ़ रही है। विश्व स्वास्थ्य संगठन की रिपोर्ट के अनुसार , मोटापा स्वास्थ्य के लिए  सबसे खतरनाक 10 ब...