सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

आत्म Ya आंतरिक (Self) अनुशासन की परिभाषा - Self Anushasan Ka Mahatva Aur अर्थ

आत्म Ya आंतरिक (Self) अनुशासन

Anushasan Kamyabi Ka Foundation Hain

Anushasan Ek Aisi Door Hain, Jo Hame Success Ki Uchayiyo Ko Chhune Me Madad Karati Hain. Anushasan Har Jagah Jaroori Hai, Chahe Ghar Ho Ya Officer Ya Koi Aur Kam. America Motivational Lekhak Jim Ron Ke Anusar, 'Anushasan, Uddeshy Aur Uplabdhi Hasil Karne Ke Bich Setu Ka Kam Karta Hai.' Jivan Shaili Me Rahane Lage. Jab Anushasit Hone Ke Liye Predana Apako Apane Bhitar Se Mile, To Yahi Sva-Anushasan Hain.

Sva-Anushasan Mahatvpurn Faisale Lene Me Madad Karta Hai. Isase Aap Apne Lakshya Ko Pa Sakte Hain.

Zindagi Me Sva-Anushasan Hone Se Ap Dusaro Ke Prabhav Se Bachate Hai. Apne Vivek Se Aage Badhate Hai.

 Karni Hogi Mehnat


 Sva-Anushasan Apako Koi Sikha Nahi Sakata. Isake Liye Apako Svayam (Self) Mehnat Karni Hogi. Sva-Anushasan Ke Madhyam Se Aap Apane Target Ko Apne Dimag Me Aise Kendrit Kare Ki Jab Tak Pura Na Ho Jaye,Tab Tak Usi Ke Anushasan Me Rahe. Yah Apako Mansik Taur Par Majboot Banayega.

Apani Kamiyo Ko Accept Kare


Sva-Anushasan Ko Sikhane Ke Liye Sabase Jaruri Hai, Apani Kamiyo Ko Accept Karana. Apni Galtiyo Ko Accept Karana, Unhe Sudharane Ki Disha Me First Kadam Hota Hain. Yah Apako Sva-Anushasan Banane Me Madad Karega. Bahut Se Log Sva-Anushasit Banane Ki Shuruaat To Karte Hai, Lekin Us Anushasan Ko Khuchh Hi Din Follow Kar Pate Hain. Har Mankar Punh Pehle Jaisa Kary Karne Lagte Hain. Wastav Me Aap Anushasit Hona Chahte Hain, To Apni Badalati Hue Dincharya Ki
 Ek Suchi Taiyar Kare Aur Ushi Ke Anusar Kary Karana Shuru Kar De. Apaka Energy Level Apaki Ichchha Shakti Ko Kam-Jyada Kar Sakta Hain. Isliye Liye Joyful Sangeet Sune. Dil Kholkar Hasane Ka Koi Mauka N Chhodhe. Khelo Se Kafi Kuchh Sikh Sakte Hai. Khel Target Par Focus Karana Sikhate Hain. Khelo Me Hissa Lekar Aap Kadhi Mehnat Aur Sarvshresthata Dene Ki Kala Bhi Sikhate Hain, Jo Rojmarra Ki Zindagi Me Sva-Anushasit Hone Ke Liye Jaruri Hai. Kisi Wady Yantra Ko Bajane ka Shauk Bhi Sva-Anushasan Hone Me Madad Karta Hai.

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Credit card Kya Hota hai, Aur Usake Fayde In Hindi

Credit Card Ka Istemal Kaise Kare Credit Card Ka Istemal Chalan Me Hai. Kai Log To Ek Se Jyada Banko Ke Credit Card Rakhate Hain. Lekin Sahi Tarike Se Nahi Karane Par Isase Nuskan Bhi Hote Hain.  Pehle Jee Bhar Ke Sochalay Phir Istemal Kare Credit Card Lena Ek Tarah Se Bank Se Loan Lene Jaisa Hota Hai. Agar Iske Istemal Me Kuchh Savdhaniya Barati Jaye, To Ham Isaka Bharpul Fayada Utha Sakate Hain. Aaj Ke Samay Mein Lagabhag Har Tisara Naukri Pesa Person Apni Suvidha Anusar Credit Card Ka Istemal Kar Raha Hain. Credit Card Ek Tarah Ka Bank Hai, Jisase Aap Loan Lete Hain. Credit Card Dharak Dheere-Dheere Is Loan Ko EMI Ke Madhyam Se Chukate Rehte Hain. Apako Credit Card Ke Len-Den Ko Credit Bureau Ko Suchit Kiya Jata Hai. Jis Ke Aadhar Par Apaka Credit Score Check Kiya Jata Hai.Credit Score Jitana Adhik Hota Hai. Use Utana Hi Behtar Mana Jata Hai. Credit Information Bureau India Limited (CIBIL) Credit Score Deta Hai Jo Ap Ke Purane Britiy Itihas Ke Aadhar Par Taiyar Kiya Jat...

Voice Over Artist Kya Hota Hai Aur Kaise Bane, Voice Over Artist Jobs Qualifications, Career, Course Description Ke Bare Me Jankari

🖎Voice Over Artist Me Career Kaise Banaye? 🙋Topics:   1.Voice Over Artist Kya Hota Hain? 2. Opportunities 3. Qualifications 4. Salary Payment In India           Documentary, News Reports, Video Game, Animation Movies  On-Hold संदेशो आदी में Voice Over Artist की मांग लगातार बढ रही है। Voice Over Production कि तकनीक है। जिसमे किसी व्‍यक्‍ति कि Voice को (जो किसी कहानी का हिस्‍सा नही है।) Radio, Television Production, Film Create और किसी प्रस्‍तुतति में उपयोग किया जाता है।  👉 Voice Over Artist Kya Hata Hai?     Career Counselors कहते है कि   Advertisement, Audio Books, Animation Movies, Promotion Calls, Radio Advertisement, Aeroplane में सूचना आि‍दि देने में प्रयोग की गयी Voice को Voice Over Artist ही करता है।     Synchronous Talk, जहां  Voice Over में एक समय पर हो रही कार्यवाही का वर्णन करना होता है।  Voice Over, अब एक आम तकनीक बन गयी है। इसका प्रयोग Cinema में  भी किया ज...

Hamesha Swasth(Healthy) Thik Rahane Ke Liye Kya Karana Chahiye, Tarike(Tips), Upay, Swasth Rahne Ke Niyam (Dincharya) Ke Bare Me Jankari Hindi Mein

Healthy Jivan Shaili Jine Ke Niyam एक स्वस्थ जीवन-शैली को बनाए रखना कोई मुश्किल काम नहीं है, बस आपको कुछ स्वस्थ आदतों का पालन करने की आवश्यकता है। नए साल के मौके पर लाखों लोग अपने आप से करियर, शिक्षा, जॉब प्रमोशन एवं कुछ नया सीखने और व्यवहार में सकारात्मक बदलाव लाने जैसे ढेर सारे संकल्प लेते हैं। कुछ अपने 'न्यू ईयर रेजॉल्यूशन' को कुछ हद तक पूरा करने में सफल भी हो जाते हैं। साल भर इन संकल्पों और पारिवारिक जिम्मेदारियों को पूरा करने के चक्कर में सेहत की तरफ ध्यान ही नहीं जाता है। बदलती जीवन-शैली के कारण आजकल कम उम्र में ओबेसिटी, डायबिटीज, तनाव, अवसाद, जोड़ों में दर्द, कमर दर्द, स्ट्रोक और हार्ट अटैक जैसी गंभीर बीमारियां तेजी से बढ़ रही हैं। ऐसे में कुछ स्वास्थ्य नियमों को अपनाकर स्वस्थ शरीर और सुखी जीवन की शुरुआत की जा सकती है। मोटापा न बढ़ने दें: आजकल तले-भुने और भारी मसालेदार फास्ट फूड की तरफ लोगों का तेजी से रुझान बढ़ रहा है, जिससे उनके शरीर में आवश्यकता से अधिक चर्बी बढ़ रही है। विश्व स्वास्थ्य संगठन की रिपोर्ट के अनुसार , मोटापा स्वास्थ्य के लिए  सबसे खतरनाक 10 ब...